XDLXDL
*Ladka:* Tumhe pata hai, jab se tum mili ho, din aur bhi khoobsurat lagne laga hai 😍 *Ladki:* Achha? Aur kaise? 🫣 *Ladka:* Jaise tum hasti ho na... bas wahi pal me mera din ban jata hai ❤️ *Ladki:* Bas kar, itna pyaar karoge to aadat si ho jayegi 💫 · XDL